My Ghazals - Page 3 - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link |
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Your Own Poetry » My Ghazals
Your Own Poetry !!! Post Ur Own Poetry Here !!!

Advertisement
 
View Poll Results: Do you like my ghazal?
Enjoyable 3 50.00%
Ok 2 33.33%
Not that great 0 0%
"Bakwaas" 1 16.67%
Voters: 6. You may not vote on this poll

Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#21)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-12-2011, 09:31 AM

ragoN men utar gaye tum imtihaaN lene ke liye
diya tha dil-o-jaaN jisko woh hamko Gam hi diye

yeh keya ke ki ishq men izhaar-e-halaat-e-dil na ho
tumhari ruswai ke khatir hi hamse to hoNTh siye

jate ho mere dil ko sannate ki kanar men chhoDkar
mat soche kabhi zalim juz tere yeh dil kaise jiye

woh jaam-e-sharab ki zarurat keya haiN ke jab
saqi ki aNkhoN ki zahar paimana meN leke piye

chhoD ke sab chal diye tumko ruswa banake lekin
yeh kaisi zulm haiN ke hamne to sirf pyar hi kiye

kab se baiTha hun tanhai ko dil ki armaaN banake
iltija karuN sukanjaan akhir kuch na kuch to boliye

need ki ummid haiN na haiN maut ki arzu alam
teri daman jo mil gaya umr bhar ke yahaN soliye

 

Sponsored Links
(#22)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-12-2011, 09:33 AM

[Matla was written by Mr. Rajeev Saraswat]

“huzur ki didaar ki ummid kiye dar pe nazreN lagaaye baiThe the
hameN keya khabar thi huzur kisi aur se nazreN milaaye baiThe the”

khafa na ho ay Gam-e-duniya maiN to kabhi yuN hi maskurata huN
sadiyoN se mere bezubaaN aNkhoN ko jaise koyi rulaaye baithe the

tishnagi-e-dil bujhti nahiN ke kis ko sada du is tariqi-e-bazm meN
maikhane meN charaG bujha ke hamne dil ki tamanna sajaaye baiThe the

ab to phool khile gulshan meN shayad bahar aayi ujDe huye baG meN
meri duniya meN magar yeh qayamat sadiyoN pahle aaye baiThe the

atish-e-dil phir bhaDka phir maiN ro ro ke aag bujhayi tanhai meN
fariyaad karne meN dil Darta alam ke ham unki qasam khaaye baiThe the

 

(#23)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-12-2011, 09:36 AM

kabhi kisi se pyar na karna pyare
kisi bejaan pe mat marna pyare

jab kabhi usko yaad aaye to phir
aNkhoN ko lahoo se bharna pyare

bahot zakhm le liya sine pe waise
abhi to manzil-e-wafa se Darna pyare

bahot to bikhar chukka raza-e-dil
ab to waqt aaye ke sawarna pyare

jab kabhi nakhuda Dubone ki baat kare
us kashti se alam tu utarna pyare

 

(#24)
Old
SHAYAN SHAYAN is offline
 


Posts: 84,290
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-12-2011, 05:47 PM

V Nice..

 

(#25)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-13-2011, 12:30 PM

teri yeh badgumani keya haiN
fir to yeh dil lagani keya haiN

tagaful sitam ya nafrat teri
tune to dil meN Thani keya haiN

khat ka ehad khatam huya ki nahiN
paiham yeh hairani keya haiN

chak huye meri sari iltija magar
dusroN ki baat mani keya haiN

duniyadari nibhana aata nahiN sabko
akhir meN pahchani keya haiN

askq meN tere naam ka sharab haiN
war na yeh pani keya haiN

kayiN baar marne ka qasam khata
tere liye zindagani keya haiN

jaate ho dur to mujhe bhool hi jaate
tere yeh ishq nibhani keya haiN

tujhe to malum haiN fitrat-e-butaN
alam fir yeh pareshani keya haiN

 

(#26)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-13-2011, 12:35 PM

khoon-e-jigar ghol diya siyaah-e-khata meN
keya rakkha haiN aur teri sila-e-wafa meN

ek nigah ke liye taras gaye the ham kabhi
dur rakkho abhi woh nashamand maikhana meN

bahar ka mausam keya laaye ke muddatoN bad
uDti rahti haiN ab bhi chak-e-jigar in fiza meN

sar ke upar qaza the ke dil ke upar khanjar
fir bhi jee raha tha tab bhi apni maza meN

saath nibhayenge aakhri dam tak kahi thi usne
jal ke rakh ho gayi yeh dil ik wada meN

aza nibhana tha ke sirf takalluf ke khatir
aa ke ik phool rakhi woh meri janaza meN

ibadat-e-parastish inayat ki ummidbar nahiN
zindagi bah raha huN maine sirf duya meN

aatish-o-latif ho chuka haiN dil ki aziz
lutf-o-sukun kho gaya kahiN waqt ki kala meN

abhi sab mazameeN raza raza uDti rahti haiN
alam yeh tishnagi bujhegi meri qaza meN

 

(#27)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-13-2011, 12:41 PM

aaj mera koyi mumtazir nahiN haiN
rah-e-ishq meN koyi musafir nahiN haiN

shaam huyi to yaadoN ki daricha khule
aur koyi waqt ki janzir nahiN haiN

waqt ki ret pe tere naam ka ehsaas
mit jaaye aisi tahrir nahiN haiN

jab jaaN hi nikal gaye qaid-e-jism se
ab dil bhi to aasir nahiN haiN

soch ke tumhe aapne halat pe roya
abbal nahiN haiN akhir nahiN haiN

keya yeh sach haiN tere haathoN meN
mere naam ka koyi lakir nahiN haiN

is sannateN meN DhunDh rahe ho alam
zulmat meN teri takdir nahiN haiN

 

(#28)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-27-2011, 04:11 PM

dil ki gahre baat aaj tak kisi ko na kahne paaya
jo dukh tumne diye the kabhi woh to yuN aapnaaya

woh chale gaye lekin yeh keya tamaasha huya
jaate jaate unhone meri dil se unki yaad na miTaaya

aaj bhi yaad haiN qayamat ka woh din zara zara
mujhe chhod ke jaate huye woh kiyuN muskuraaya

jala haiN dil wahaN bhi jahaN woh basti jal gayi
yeh mat puchho yeh dil se ke kaun basti jalaaya

farq itna to haiN bas tumhare aur mere darmiyaan
tum jaate jaate haNs diye ham khudko rulaaya

zindagi ki sard hawa ne dard diya to baar baar
jab bhi mausam aaya fir unka zikr mujhe Daraaya

rukhsar pe haNsi haathoN meN meheNdi lagaaye
khwaab tha dulhan aayi aur waqt-e-firaq aaya

alam furqat se fursat na mili tujhko zamaneN meN
aapne aapse woh fasaana-e-Gam baar baar dohraaya

 

(#29)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-27-2011, 04:15 PM

jaana hi tha to kuchh din aur ruk jaate
wafa-e-dil mera aur to kuchh azmaate

sanamkade se jo nikle us roz ke ham
lauT ke kabhi kabe men bhi nahiN aate

gilaf na raha tha darmiyaaN hamara koyi
fir bhi ik umr laagi unse aNkheN milaate

partab-e-wafa teri nazaroN ki karishma
mujhko bhi todi sarab-e-ehsas dikhaate

shamma bujh gaayi ab us bazm meN fir
ruh ko ibaadat-e-sanam ke liye jalaate

dayr nahiN haram nahiN na khauf-e-kalisa
aakhir meN sab mazar ki hi shaaur paate

alam yaad aayegi tujhe umr bhar ke ab
asaaN nahiN mujhe teri dil se bhulaate

 

(#30)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-27-2011, 04:17 PM

kisko pata tha ke rut badalte hi woh badal jaayega
meri muhabbat pal meN wahashat meN Dhal jaayega

woh na maane meri baat chaaraagar kuchh to ilaaz karo
toDi si zahar hi laao ke zindagi maut meN Dhal jaayega

mile na mile hamse aakhri waqt par lekin khuda jaane
afsoorda hi sahi tere wagar zindagi to yuhi chal jaayega

unki fitrat to ik bahte huye hawa ka jhoNka jaisa
pal meN khamoshi se khushiyoN meN machal jaayega

ik dil haiN jo meherbaaN nahiN hote ham par aur
ik jaaN haiN jo us berukhi par bhi samhal jaayega

shamma to bujh gayi ab maiN charaG kahaN se laauN
kaun socha tha ki yeh dil bhi aise hi pighal jaayega

ab na koyi haiN mere masiha banke jo fuga-e-dil sune
shayad ab mere dil tere wagar aise hi bahal jaayega

mile bhi to tumhara dil kaho ke ham ko keya hasil huye
ishq-e-betaqmil ulfat ke haath se to nikhal jaayega

na sakuN-e-wasl na paimana na bazm ki anjumaan alam
ruk ke Thaharke yehi waqt bhi aise hi chal jaayega

 

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
ghazals

« Previous Thread | Next Thread »

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Urdu Ghazals AYAZ Image Poetry 12 08-20-2012 01:52 AM
Nusrat - Usey Bhool Ja - The Best Ghazals FAJAAN Video Poetry 10 08-28-2011 09:57 PM
Download Songs & Ghazals Dil Wale Share Good Websites 13 07-26-2010 12:26 AM


All times are GMT +5. The time now is 07:23 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG