![]() |
Arz Kia Hai ..
Kaisai Kaisai LoUG Kar Rahay Hain Shayeri .. Dusron k Thread Ko samjhte Hen Apni Diary .. |
muntazir e deedar e mehboob thay hum to akhrot
ye beech me parkash ka thobra kahan se agaya :current: |
ArZ Kia Hai ...
AkhRoT jaisai LoGoN ko Kia Daikhtay Ho Faraz .. Ye To Qayamat Ki Akhri Nishani Hain .. |
wah wah :current:
oon kay rukhsaar pe saji laali ko kia kahaey akhrot yoo lagta hai parkash ne paan ki thook pheki hai :current: |
ArZ Kia Hai
AkhrOt Ki ShayeRi PeR Khara Hogaya Faraz .. Kehne laga Aisa karo Gey To KauN Aye Ga .. |
Hum to samjay thay zakham hai bhar jaey ga
Kia khabar thee rag o jaan me utar jaey gaa Theek likha hai merey hath ki lakeero me Tu agar pyar karay gaa to bikhar jaey gaa :) |
Wo sada hum se mila seep ka moti ban kar us k andaaz-e-takallum main hijaab aaj bhe hai ========================== Post Auto Merge ========================== haal ki bechainiyun ko dekh kar ! Ehad-e-maazi ki mujhay yaad agayi... |
nice..................
|
Thank YoU !
|
Dil sey dekhi nahi jati khamoshi ghar ki kis tarha ujrha hua shehar gawara hota |
jhooooom kar gao tum chooooooom lo parkash ko
apna hai ye parkash chooooom lo parkash ko :current: |
:(l0l):
|
Choomay Jo Parkash Ko hojaye Ga Wo Kala .. Band Kar Is Ko Kamray Main Bahir Laga Day Taalaa :current: |
dekho ye kon aaya ban kay nasha chaaya
sooli ko idhar se nikalo is kay leay naya sawal aaya :current: |
:laugh:
|
kadar kho deta hai roz roz ka aana jaana
sooli pichlay saal hai nahaya ab is ne aglay saal hai nahana :current: |
Tere Shair Tere Qafiyee Kuch Taal Mail Nahi In Mian .. Tumhain Zaroorat Hay Humari Ustadi Ki .. :current: |
meri zindagi muje ye bata sooli se mila kay tuje kia milaa
meri hasrato ka hisaab dey muje ye lahori kyu mila :current: |
main Araha Hoon Tere Jawab Dainay .. Roz O Shab Kay Hisaab O Kitaab Dainay .. |
Shikwa Hum nasheen Kia karien Tum Sey Akhrot ..
BOoS o Kinaar Ki Kahani Sirf Titanic Sey He MansoOb Nhi .. |
Utha Kachra Aur Laga Tapri Is Muhallay main Kayjee .. Hafta Safai Commety Nay Aaj Subha Hi Tere Naam Ki Chithi Bhaiji :current: |
Ye Kia batien kartay Ho GustaaakHi Ki Tum Gillaani ..
Shikal Achi Nhi To baat to achi kar Lo Jaani .. :D |
O Mere Mahenti Parkash Chal mere Jootay Saaf Kar Shabash :current: |
Teray HoNToN per Tabassum Kia KahuN Gillani ..
Goya PariyOoon Ki Kahani Sunaa rahi ho'n Naaani .. :D |
Le Yar Ab Tu THNX B Nhi Kr Skta Koi :current:
|
Kon Kehta hai K Thanks Sirf Post main Hota hai Faraz ..
Suna Hai LOG Thread Main Bhi Thanks Kehtay Hain .. ========================== Post Auto Merge ========================== Teray Daman Mai'n SitaraY Hai'n To Ho'n GeY Aye' Falak Mujh Ko Apni Maa'n Ki Meli Aurhni Achi Lagi .. |
... Suno bacho Arz Kiya Hay :peace: ==========================Post Auto Merge ========================== Aaya Kuch Is Adaa Say Palkain Bhigo Gaya .. ==========================Jhonka Tere Khayal Ka Kitna Shareer Tha .. Post Auto Merge ========================== Abhi To Dhund Main Liptay Hain Sabhi Manzer ==========================Tum Ao Gay To Ye Mausam Badal Chuka Hoga.. Post Auto Merge ========================== Ye Ghalat kaha Kisi Nay Kay Mera Pata Nahi Hay .. ==========================Mujhay Dhoondnay Ki Had Tak kOi Dhoondta Nahi Hay .. :peace: Post Auto Merge ========================== Gham Ki Jageer Wirasat Main Mili Hay Hum Ko .. ==========================Apni Jageer Main Rehtay Hain Nawabo'n Ki Tarha .. :peace: Post Auto Merge ========================== Akela Hoo'n Magar Abaad Kar Laita HoO'n Veeranay Bohat Roye Gi Mere Baad Meri Shaam-e-Tanhai .. |
Re: |!|!> Aap K PasandeeDa Asha'aaR <!|!|
Kia BataoOon Kitna Udaaaaaas Hun Tere Bin Sakeeena ..
Parh Rahiii Skht Gharmi Aur June July Ka Maheena =( |
Re: |!|!> Aap K PasandeeDa Asha'aaR <!|!|
hahahahah yahan kia hura he lolzz:banghead:
|
Re: |!|!> Aap K PasandeeDa Asha'aaR <!|!|
Tumhari AdaoOoon Pe Mie Waari Waaari Faraz ..
Ye Kehte Hoye Us Ne Jaib he Kaaaat Daaali .. |
Re: |!|!> Aap K PasandeeDa Asha'aaR <!|!|
Lap pe Ati hay DUa ban k Tamana meri
Zindagi shama ki sourat hu Khudaya meri |
All times are GMT +5. The time now is 07:07 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.