![]() |
Re: Bait Bazi
Hum Tu Doobein Hein "Sanam" Tum Ko Bhe Lay Doobeingay...
Khaak Ho Jaeingay Hum Tum Ko Khabar Honay Taluk............ |
Re: Bait Bazi
ki mere qatal kai baad us nai jafa se toba
hey us zoodoo pashaiman ka pashaiman hona |
Re: Bait Bazi
ki mere qatal kai baad us nai jafa se toba Jis ne mere khwaboon mein shirakat bhi nahee ki |
Re: Bait Bazi
Ye Watan' teri meri naslon ki jageer nahi
sainkroon nasloon ki mehnat nai sanawara hai isey |
Re: Bait Bazi
yeh kahna masnad e shaak namu pe tha joh kabhi woh phool surat e khushbu bikhar gaya kahna |
Re: Bait Bazi
Aankhoan mein bas ke dil mein samaa kar chale gaye khvaabidaa zindagii thii jagaa kar chale gaye |
Re: Bait Bazi
yazdan ne muskora kay badi deir men likha ek lafz e arzu meri dil ki kitab men |
Re: Bait Bazi
Na Meri Aankh Ko Sukoon Ha Na Dil Ko Qaraar Ha .. Phir Men KESE Keh Dun .. Muje US Se Muhabbat NAHI ... !! |
Re: Bait Bazi
Neelam ho raha tha kisi nazneen ka piyar
qeemat nahi chukaii gaii ek gharib se |
Re: Bait Bazi
yak nazar baish nahi fursat e hasti ghafil
gar maaee bazm hai ek raqs sharar honey tak |
All times are GMT +5. The time now is 08:03 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.