![]() |
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain |
next word A |
AshkOn k qatre qatre mein hai khushiOn ka akS.....
yeh kOn khuL ke rOya he dhOlak ki thaap par.... Last Word R |
roye tou bohot Woh per muj se moun mor kar roye
Koi majbori hogi jo dil tor kar roye Mere samne kar diye meri tasveer k tukre Pata laga mere peechay woh unhe joe kar roye ... Next Word E |
Ehsaas Mita Kasak Miti Mit Gayin Umeedein
Honi Thi Yoon Hi Zindagi Barbaad Kisi Ki ''i'' |
ik khalish ko hasil-e- umr-e-ravaN rehnay dia jaan kar ham nay unheiN na mehrbaN rehnay dia A |
Aaj achanak teri yaad ne rula deya
Kia karoon tu ne to bilkul bhula deya Na karte pyaar or na milti yeh saza Meri wafaon ne akhir tujhey bewafa bana deya..... |
abhi to zid hai usey rasta badlne ki Farazz.....
kabhi wo roye ga khud, meri chahaton k liye....... |
:icon11:
|
Eik Hi Zakham Nahi Sara Badan Zakhmi Hai Fraz
Dard Hairan Hai K Uthun Tou Kahan Se Uthun |
nice thread
|
nyce
|
"Galat nahi kay zamaney main lajawaab hain hum,, Samajh sakey na koi, woh kitaab hain hum." '' M '' |
Mere Pairon ki Thakan Tum Rooth Na Jana Mujhse
Ik Tu Hi To Mera Raz-e - Safar Rakhti Hai Dosti Tere Pedon Main Hawayen Bhi Nahin Dushmani Apne Darakhton pe Samar Rakhti Hai |
Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh ''Mahi'' Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain ''N'' |
:goodone: nice poetry by ol
Shair kehna koi asaan nahi Aarif... Khon JigaAR ka ho to GhazaL banti hai...!!! |
na to usy apni tamnawon ka merkaz ana mohsin
chand to herjaaye hy her gher my uter jata hy |
Too isay Apni Tammannaon ka MarkaZ na bana...
CHaaND HarjAAi hai ...har Ghar main utar jata hai...!!! |
nhi wo shahks mukader my pher bi faraz
bara purlutf lagta hy mukader to saza dyna....... |
Re: Bait Bazi
Hhmm nice
|
Re: Bait Bazi
Aankhain hain k khali he nhi rehtin lahoo say
Aur zakhm-E-Judai hai k bhar b nhi jaata Alif |
Re: Bait Bazi
Aaj Teri Yadon Ko Seene Se Laga Kar Roye
Apne Khwabon Mein Tujhe Pas Bula Kar Roye Hazaron Baar Pukara Tujhe Tanhaiyon Mein Aur Har Baar Tujhe Paas Na Paa Kar Royeeeeeeeeeeeeeeee :) |
Re: Bait Bazi
nice oneeeee
|
Re: Bait Bazi
Log sadyon ki jafaon pe bhi khush rehtay hain
Ham ko lamhon ki wafaaon ne ujarra mohsin ''N'' |
Re: Bait Bazi
Na kar aitbar hath ki lakiroon ka .
taqdir to un ki bhi hoti hay jin kay hath nahi hote E |
Re: Bait Bazi
ek cheharaa saath saath rahaa jo milaa nahii.n
kisako talaash karate rahe kuchh pataa nahii.n shiddat kii dhuup tez havaao.n ke baavajuud mai.n shaaKh se giraa huu.N nazar se giraa nahii.n aaKhir Gazal kaa taajamahal bhii hai makabaraa ham zindagii the hamako kisii ne jiyaa nahii.n jisakii mukhaalafat hu_ii mashahuur ho gayaa in pattharo.n se ko_ii pari.ndaa giraa nahii.n taariikiyo.n me.n aur chamakatii hai dil kii dhuup suuraj tamaam raat yahaa.n Duubataa nahii.n kisane jalaa_ii bastiyaa.N baazaar kyo.n luTe mai.n cha.Nd par gayaa thaa mujhe kuchh pataa nahii.n n |
Re: Bait Bazi
N... one of my favs......... ahem ahem
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat K(K)o Aksar Gale Laga K Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia Wo Jab Bhi Apni chere Per gham Saja K mila.. NEXT 1 A please :) |
Re: Bait Bazi
N... one of my favs......... ahem ahem
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha Wo Magar Mujhse Muskura k Mila Wo Humsafar K Mere Tanz Pe Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Muje Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj pe Hairan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat K(K)o Aksar Gale Laga K Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka K Wo Bhi Aaj Muje Apna Ghar Luta k mila Main jisko Dhoond Raha Tha Nazar Ke Raste Main Mujhe Mila Bhi Tou Zalim Nazar Jhuka K Mila Main Zakham-e-Zakham Badan Le K Chal Dia Wo Jab Bhi Apni chere Per gham Saja K mila.. NEXT 1 A please :) |
Re: Bait Bazi
Ashkon ka sailaab liye
dard-o-fughan ko saath liye hum chal pade anjaan safar par bewafaai ke sadmaat liye tere baqshe hue gham liye tere tarsh lehje ki chubhan liye lab pe khamoshi ki fariyaad liye ankhon main veeraani ka manzar liye tujhse juda hone ka sitam liye yaadon ke jazire main tanhaai ka samundar liye garkh hoti hai har tamanna siskiyon ke bhanwar main doob rahi hai bebas aarzoo ab qisse kahaniyon ka hissa hai daastaan-e-aarzoo ke fasaane liye tujh se main bohot duur chali alvida ai jaan-e-jan alvida. a |
Re: Bait Bazi
Aik Shakhs Ke Kho Jane Ka Ghum Kyun Nahi Jata
Yeh Bojh Mere Dil Se Uter Kyun Nhai Jata Manzil Pe Pohnch Kar Use Khona Pade Ga Yeh Tayh Hai Tuo Phir Shauq - e - Safar Kyun Nhai Jata Next Word A |
Re: Bait Bazi
Ager Wo meherban hoti
to mairy ankh main Na jhilmilati nami hoti na mairay dil ki wadi main hizan ka Qafla rukta Ager wo meherban hoti…. Mairy be-noor Ankhoon main sitaray Qaid ker deti Mairy Zakhmi hatheeli per wo ik phool dher deti mairay hathoon ko apnay hath main le ker Wo yeah kehti … muhabbat roshni hai , rang hai Khushboo hai sitara hai Qasam mujhko muhabbat ki Mujhe tu Sab se payara hai Mager Aisa wo tab kehti Ager wo meherban hoti NEXT I |
Re: Bait Bazi
Iss Marhalay Ko Muot Kahty Hein Dost
Ik Pal Mein Toot Jaey Jahan Umer Bhar Ka Saath H |
Re: Bait Bazi
Hum jo toote to is tarah toote
jaise hathon se girr k pathar par koi shafaaf aaiina toote jaise palkon se toot tha aansoo jaise seene main ik kamaan toote jaise umeed ki nazuk daali barg mosam main na gahaan toote jaise aankhon main khwab ki doori waqt e takmeel se ulajh jaye jaise pairon tale zameen nikle jaise sar par yeh asmaan toote jaise ik shaakh pe bharosa kia is pe jitne thay aashiyaan toote jaise wehshat se hosh aa jaye jaise ta dair main dheyaan toote ab jo raiza howay to sochte hain kis nay dekha tha tootna apna hum jo toote to raayegaan toote NEXT WORD IS E |
Re: Bait Bazi
Eik Pal Ka Ehsaas Ben K Aate Ho Tum
Dusre Hi Pal Khawab Ben K Urh Jate Ho Tum Jante Ho K Tanhayoon Se Lagta Hai Dar Phir Bhi Baar Baar Mujhe Tanha Chor Jate Ho Tum M |
Re: Bait Bazi
Mujhe khud se shiqayat hai
kay andr kuch baghavat hai meri jo aql kehti hai to dil inkaar krta hai agr dil ki suno to aql uspe vaar krta hai mai kaisay in ki nafrut ko mohabbat mai milaunga mai kaisay aik doojay ke liye in ko banaunga haa,n meri zindgi in dono ki mrhon e minnat hai kay inki jung se ahsan mujhe khud se shiqayat hai next i |
Re: Bait Bazi
Iss Ishq Ne Barbaad Kia Hai Har Shakhs Ko
Iss Ishq Mein Bikharne Wale Tum Tanha Hi Nhai I |
Re: Bait Bazi
Ik Diya Hoon
Taiz Hawaon Kai Jhonkon Sai Bus Bujhe Giya Hoon Mai Jalraha Tha Barsoon Sai Nibbat Raha Tha Arsoon Sai Ab Bujhe Giya Hoon Haan Ik Diya Hoon Jalta Tha To Roshni Thi Andhairoon Mai Ghir Giya Hoon Mai Bujhe Giya Hoon Ik Diya Hoon Mujhe Sai Wabasta Saatoon Nai Moon Mujhe Sai Moor Liya Hai Mairay Andhairoon Ko Mairay Sang Akaila Chor Diya Hai Bus Abb Aandhion Ka Intizar Hai Maira Abb Rahna Baikaar Hai Mai Bujhe Giya Hoon Haan Ik Diya Hoon n |
Re: Bait Bazi
Naam Likh Kar Ous Ne Mera Mitaya Ho Ga
So Baar Ous Ko Meri Yaadon Ne Rulaya Ho Ga Ous K Chehry Pe Mera Naam Likha Hai Dosto Ous Ne Kiss Kiss Se Mera Naam Chupaya Ho Ga A |
Re: Bait Bazi
Ab kya likhain kagaz per,
Ab likhne ko kya Baqi Hai, EK dil tha wo tot Gya AB totne ko kya Baqi hai Ek shaks ko hum ne chaha tha Ek rait pe nqsh banaya tha Wo rait to kab ki bikher gae Wo naqsh kahan ab baqi hai Hum jinko Apni nazmo ka unwan banaya kerte the Lafzo ka bana k taj mehal kagaz per sajaya kerte the Wo hum ko akele chor gaya Sab rishto se mun mor gaya ab raste sare sune hy wo pyar kahan ab baqi hai ab kaya likhain hm kagaz pe...... E |
Re: Bait Bazi
Eik Zara Si Bhool Khata Ban Gayi
Meri Wafa Hi Meri Saza Ban Gayi Dil Lia Aur Khel Kar Tor Diya Hamari Jaan Gayi Aur Oun Ki Aada Ban Gayi I |
All times are GMT +5. The time now is 08:24 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.