![]() |
Re: Bewafa Shayari collection :
Poochna chahta hoon main yeh un aankhon se Jamal,
Kis ko abaad kiya hai mujhe be-ghar kar ke.. … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Baat be-baat roothne waley,
Waqt be-waqt tujh ko socha hai.. … |
Re: Bewafa Shayari collection :
ard ki dil pe hakumat thi, Kahan tha us waqt ?
Jab mujhe teri zaroorat thi, Kahan tha us waqt ? Maut ke sukh mein chala aya mujhe dekhne ko, Zinda rehne ki museebat thi, Kahan tha us waqt ? Dil ke darya’on mein ab rait hai sehraon ki, Jab mujhe tujhse mohabat thi, Kahan tha us wakt ? … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Ghar bana kar mere dil mein woh chorr gaya,
Na khud rehta hai Na kisi aur ko basney deta hai… … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Munafiqon Ki Tarah Hum Ne Os Ka Saath Dia,
Wo Be-Wafa Hai Ose Ye Gumaan Na Hone Dia.. … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Tum Ne Chup Reh Kar Sitam Aur Bhi Dhaaya Mujh Pe,
Tum Se Achey Hain Mere Haal Pe Hansne Waaley.. … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Humain bhi pata tha k log badal jatay hain,
Mager hum ne kabhi tum ko logo mein gina hi nahi.. … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Jiss Ko Jitni Jitni Zaroorat Pari Meri,
Us Ko Utni Hi Mohabbat Rahi Mujh Se… … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Teri nafrat me woh dam nahi jo meri chahat ko mita de MOHSIN,
Meri chahat ka samandar Teri soch se bi gehra hai… … |
Re: Bewafa Shayari collection :
Zameen ke Aastaano say, falak ke chand taaron tak,
Koi Ehl-e-wafa dhundo, ager hum bewafa hain to.. … |
All times are GMT +5. The time now is 12:49 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.