![]() |
Re: mir dard poetry collection
Kya kahun tum se main ke kya hai ishq,
Jaan ka rog hai, bala hai ishq. Ishq hi ishq hai jahaan dekho, Saare aalam mein bhar raha hai ishq. Ishq maashuq ishq aashiq hai, Yaani apna hi mubtala hai ishq. Ishq hai tarz-o-taur ishq ke taeen, Kahin banda kahin Khuda hai ishq. Kaun maqsad ko ishq bin pohuncha, Aarzoo ishq wa mudda hai ishq. Koi khwaahan nahin mahabbat ka, Tu kahe jins-e-narawa hai ishq. Mir ji zarad hote jaate hain, Kya kahin tum ne bhi kiya hai ishq.. … |
Re: mir dard poetry collection
a jayen ham nazar jo koi dam bahut hai yan
mohlat basan-e-barq-o-sharar kam bahut hai yan yak lahza sina kobi se fursat hamein nahin yani ki dil ke jane ka matam bahut hai yan ham rah rawan-e-rah-e-fana der rah chuke waqfa basan-e-subh koi dam bahut hai yan hasil hai kya siwaye tarai ke dahar mein uth asman tale se ke shabnam bahut hai yan is butkade mein mani ka kis se karen sawal adam nahin surat-e-adam bahur hai yan ajaz-e-isawi se nahin bahs ishq mein teri hi bat jan-e-mujassim bahut hai yan mere hilak karne ka gam hai abas tumhen tum shad zindagani karo gam bahut hai yan shayad ke kam subh tak apana khinchena ?Mir? ahawal aj sham se darham bahut hai yan … |
Re: mir dard poetry collection
,,:bu: CollecTion
|
All times are GMT +5. The time now is 07:13 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.