![]() |
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
Thanks
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
assalam u alaikum
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
ramzan ka mahina bara barkat ka mahina hai :)
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
ALLAH PAK hum sbki magfirat kare ameen
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
ALLAH aysi taba naseeb ata kare jis k bd koi gunna na ho ameen
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
humko kiya ho gaya hai hum bht pichy reh gay hain ,,, aj k musalman ko jagna bht zarori hai
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
aj agr hamari fager ki namaz main jummy ki tarha log namaz parhain tu kafiron ka zawal shuro ho jay hum ahad q nahi karty hum khud apne liye mushkilain khari karty hain ,,,, namaz main hr mushkil hal ho jati hai pr dil se parho tu
:ws: |
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
ALLAH PAK pak amman ka gehwara bana ameen
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
humara roza kiya hai kuch b tu nahi :( hum tym pass k liye pc pr beth jaty hain na k ibadat karen :(
|
Re: MousaM -e- GraMa Mein RoZaY
ye ramzaan kis ka akhri hai kisi ko nahi pata :( ALLAH har musalman ki magfirat kare ameen jo dunya se ja chuky hain jo dunya main mojood hain or jo dunyan main any waky hai ameen
|
All times are GMT +5. The time now is 03:01 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.