MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Shayari games (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=125)
-   -   -:||:- History OR Mystery -:||:- (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=69796)

jia 09-25-2011 12:01 AM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Really Nice Owi ... Its Really informative .. we Should Think About All These Subjects .....

M A H i 09-26-2011 07:17 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
:book:

Owi 09-26-2011 08:16 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Quote:

Originally Posted by M A H i (Post 1222623)
:bu:
Very Nice Thread Owi!
yaqeenan kafi informative rahegi...agar qabil loogo ka sath mila...


All the best!


Quote:

Originally Posted by Owi (Post 1222617)
SAWAAL: Aap logon ko pakistan k us azeem shaair ka naam bataana hai jo k aik zaberdast SHAAIR honay k saath saath HAAFIZ-E-QUR'AAN bhi thay ?


Quote:

Originally Posted by M A H i (Post 1223771)
JAWAAB::kitti:
''Faiz Ahmed Faiz''?

Thankx All
Well Mahi ka answer correct hai
So next question Mahi karein gi
Mahi we all r waiting for new question

M A H i 09-26-2011 08:36 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
information

Attention

OK mein thora eassy sawaal kerti hoon taa-kay search na kerna pare aur sab ka intrest berhay...
well mera sawaal kuch yun hai k....





SAWAAL:

Perveen Shaakir ki kitni kitaabein manzer-e-aam per aien hain or un kitaabon mein say sab say ziyada maqboliyat haasil kernay waali kitaab kounsi hai ?

Shaam 09-27-2011 10:39 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Khushbu
Sad-barg
Khud-kalaami
Inkaar
Maah-e-Tamaam
Kaf-e-Aa'ina -


aur phir
unki tamaam tasneefaat ko ek kitaab ki shakal me diya tha jis ka naam bhi "Khushboo" tha aur wo bohat jaani hooi kitab hai shairi pasnd karney walo mei

Owi 09-28-2011 09:25 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Quote:

Originally Posted by M A H i (Post 1230678)
Perveen Shaakir ki kitni kitaabein manzer-e-aam per aien hain or un kitaabon mein say sab say ziyada maqboliyat haasil kernay waali kitaab kounsi hai ?


Quote:

Originally Posted by Shaam (Post 1232613)
Khushbu
Sad-barg
Khud-kalaami
Inkaar
Maah-e-Tamaam
Kaf-e-Aa'ina -


aur phir
unki tamaam tasneefaat ko ek kitaab ki shakal me diya tha jis ka naam bhi "Khushboo" tha aur wo bohat jaani hooi kitab hai shairi pasnd karney walo mei


..........


shaam aap nay bilkul sahi jawaab diya hai
So agla sawaal aap karein gay
Hum aap ki taraf say kiye jaanay waalay sawaal k muntazir hein

A L i 09-29-2011 07:21 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Quote:

unki tamaam tasneefaat ko ek kitaab ki shakal me diya tha jis ka naam bhi "Khushboo" tha aur wo bohat jaani hooi kitab hai shairi pasnd karney walo mei
very true

M A H i 10-06-2011 08:21 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Waiting...............

SAjan 10-07-2011 11:04 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
:rules:

Owi 10-18-2011 07:16 PM

Re: -:||:- History OR Mystery -:||:-
 
Hmmm chalein agla sawaal main kiye dayta hoon
Sawaal ye hai k hum sab hi log jis shaair ko IBN-e-INSHA k naam say jaantay hein
Un ka asal naam kya hai ?

Sawaal: Ibn-e-inshA ka asal naam kya hai ?


All times are GMT +5. The time now is 04:09 AM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.