![]() |
na usko mujh per maan tha na mujhko us pe zu.am hee
jo ehd bhi koi na ho to kya ghum-e-shikastagi so apna apna raasta hansi khushi badal diya wo apni raah chal di mai apni raah chal diya bhali se aik shakal thi bhali see uski dosti ab uski yaad raat din nahin magar kabhi kabhi |
Is saliiqe se unse gilaa keejiye.. Jab gilaa keejiye haNs diyaa keejiye :) |
ek na ek roz to rukhsat karta mujhse kitni he mohabat karta mere lehjey mei ghurur aya thaa usko haq tha k shikayat karta |
Ab k hum bichrrain to shayad kabi khwaaboon may milain...
Jis tarha sookhay hue phool kitaaboon may milain |
Na gee bahar ka dekha na koi bat ki Bari arzooo the mulaqattt keee... |
eatbar ki toti hui dehleez per
jo bht hi apna ho apna nai rehta |
Ab terey zikr pe hum baat badal detey haiN kitni raghbat thi terey naam se pehley pehley... |
Yeh bhi kya manzar hai barhtay hain na ruktay hain qadam... Tukk raha hoon door say manzil ko main, manzil mujhay |
Ya Rab! zamaana mujh ko miTaata hai kis liay Lauhe jahaaN pe harf-e-muQarrar naheeN hooN maiN... |
Najanay aik Hee Dhun hay kah main dosro kay kaam aaoN Mujhay selay say gariz hayy' nah kuch sawaab say hay!! |
Yeh achanak jo ujala sa huwa jata hai Dil ne chupke se Tera naam pukara hoga |
Ankhon main anso ko ubharnay na dia Mitti kay motiyon ko bikharnay na dia Jis rah pay paray thay teray qadmoon k nishan Us rah se kisi ko guzarnay na dia... |
achanak koi toke to me chonku k yeh kya aadat ho gai hai ijaazat ho to ek baat poochhu tumhe bhi kya mohabbat ho gai hai |
Iqraar e wafa, ummeed e karam! kuCH keh na sakay, kuCH BHool gaye! Waaday woh teray mubham, mubham! kuCH keh na sakay, kuCH BHool gaye... |
ek wqt tera phool sa nazak hath tha mery shaano par
ek yeh waqt k mein tanha aur dukhoo ka jungle |
Ek sham maer sath guzar do meri bikhri hoi zindgi sanwar do mai tu waqt say kabhi jeet na payi tum hi aab dil apna har do... |
oss ne ek roz kaha tha tujhy apna bana k choro gaa
aur phir youn howa oss ne apna bana k chor diyaa |
gr8
|
Meri aankhon ke samandar main jalan kaisi hai
Aaj phir dil ko tarpane ki lagan kaisi hai |
Inhiin raastoon nay, jin per kabhi tum thay saath meray Mujhay rok rok poocha, tera hamsafar kahan hay... |
yeh b andaaz humrey hein tumhein kya malom
hum tumhein jeet k haarey hein tumhein kya malom ek tum ho k samjhty nai humein apna aur ek hum hein k tumhry hein tumhein kya malom |
Mohabat may nahin hai farq jeenay aur marne ka Usi ko dekh kar jetay hain jis kafir pey dam niklay... |
yeh aur baat hai k wafa tujh sy na ho saki
magr tum ne kiye jo vaade ghazab k thay |
Ye Aik Shab Ki Mulaqaat Bhi Ghaneemat Hai Kisay Hai Kal Ki Khabar Thori Duur Sath Chalo... |
yaad-e-maazi aazab hai yaa RAB
cheen ley mujh sy hafzzaa mera |
Na Umeedin Kisi Se Rakhtey To Acha Hota
AIetbar Na Kisi Pe Kartey To Acha Hota Sabaq Deta Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney Ka Sahara Na Kisi Ko Samjhtey To Acha Hota |
ab tou yeh ashukk hoontoo sy churra laita houn haatho sy khud pouchoon gey tou yaad aao gaa |
Aanay ko keh gaye THay na aayeN KHuda karay Kia lutf AA raha hai mujhay intezaar maiN... |
nafraatein b ajub oss ki chahatein b kamal mujh mein sama gaya mujh jaisa he ek shakus |
Shokh Alfaaz Se Tasveer Banata Tha Terii Be-sabab Tere Liyeh Shairr Kaha karta thaa... |
aik muddat sy yeh maamol howa hai ab tou aap hee routthna aur aap maanty rehnaa jaany iss dil ko yeh aadab kaha sy aaye oss ki rahoon mein nighaoon ko bichaty rehnaa |
Aati rahain gi yaad hamesha wohh sohbatein dhunda karain ge hum tujhe fasl-e-bahar mein... |
ye kis nay kaha tum kuch karo batain na banao insha ji
Ye shehar tmhaa apna hai isay choor na jaoo insha ji |
itna na chah usko
wo bewafa hojayega |
Apni Makhmoor Nigahon Main Basa Kar Mujh Ko Tu Ne Bhi Toot Ker Mujh Se Jo Mohabbat Ki Hai |
Itni bedardi se dil ko meri woh thod dega Yeh maloom na tha mujhe ... Akela wo chhod dega |
Appnay liay hi her shay bay-wafa ho gaiee Tumharay liay kia hum say wafa ho gaiee |
Muddaton Kiya Hai Tera Intezaar Aye Sanam
Umr Kat Chuki Ab Tau Tujhe Aana Hoga |
admi tot,ta kaise hai tumhain kia malom
tum ne dekha hi nhi dard ka lamha koi |
Aik sehmay howay saahil ki tarhaa aankhon nay
Kitnay charrhtay huway toofaan utartay dekhay |
All times are GMT +5. The time now is 04:42 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.