![]() |
Humari anaa ko gawara hi na tha
Humari anaa ko gawara hi na tha k mohabbat mang kar lete. Aur un min itna zarf na tha k bin mange luta dete. Aik muddat tak is dil ki beqarariyan na gain. Har roz use khat likhte, har roz jala dete. Khud ko us ki mohabbat k qabil hi na samjha warna. Toot k use aisa chahte k khud ko bhula dete. Kabhi azma k dekhte us ki khwahishon ki khatir. Us k qadmon min bikhar jate, us ki rahon ko saja dete. |
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
very nice
|
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
Khud ko us ki mohabbat k qabil hi na samjha warna.
Toot k use aisa chahte k khud ko bhula dete. Kabhi azma k dekhte us ki khwahishon ki khatir. Us k qadmon min bikhar jate, us ki rahon ko saja dete. ZabardasT... |
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
thats really superb :s1:
|
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
V Nice ~
|
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
Veryy nicee sisoo
|
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
BUAHT alah
|
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
Bohat khoob.............nice sharing
|
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
Buhat khoob :) Keep sharing. |
Re: Humari anaa ko gawara hi na tha
v.nice
|
| All times are GMT +5. The time now is 02:32 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.