![]() |
achi lagi,
Na dushmani achi lagi na dosti achi lagi,
Hum ko tou us shakhs ki berukhi achi lagi Log the is sheher ke saaray hi khush mizaaj, Dil ko lekin aik teri sanjeedgi achi lagi Main ne apnay rub say phir maanga usi ko umer bhar, Jis ki aankho ki mujhe darya dili achi lagi Bas ana pe naaz tha jis ko na shab bar so saka, Lamha lamha uski barhtibe basi achi lagi chain aik pal main hi us ke bechar janay kay baad, Mujh ko apnay hijr ki aik aik ghari achi lagi Mere daman main raha kuch bhi nahi magar, Woh rahay khush yeh soch kar zindagi achi lagi |
wah wah zabardast
|
jo mein keh nahin sakta woh meinfarz karta hoon
chalo mein farz karta hoon mujhey tum se muhabbat hai thaxx alot |
nice poetry
its my pleasure |
nice
|
Nice..
|
thanks alooot
|
very nice
|
All times are GMT +5. The time now is 07:18 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.