![]() |
Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
http://i1276.photobucket.com/albums/...f?t=1376425732 Use bhula don, magr hosla kahan mujh min. Wo mere khoon ki trah he rawan dawan mujh min. Ye be sabab to nhi mujh min girya-o-zaari. Koi to rehta he har waqt noha khwan mujh min. Bas aik zalzala aya tha aur guzar bhi gaya. Magr wo chor gaya he kai nishan mujh min. Azeez itna bhi kiyon he sakoot-e-sham-e-alam? Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min? Kabhi min dard k darya min doob jata hon. Kabhi ye dard uatarta he meri jan mujh min. Ye kon baant gaya mujh min ronaqen apni? Ye kon kar gaya abaad aik jahan mujh min? Min jab bhi hath barhane lagta hon gulon ki taraf. To urne lagti hen titliyan mujh min. http://i1276.photobucket.com/albums/...f?t=1376425732 |
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
wah
nice poetry with perfect designing lagta hai aap ny designing me degree ly raki ha :D perfect yar keep it up :thumbsup: |
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
:bu: ...
|
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
v nice
|
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
Verry Niceeeee
|
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
wah Allaa ..........
|
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
:bu: ...
|
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
bht khoob :kitti:
|
Re: Kahan se ayi hen itni udasiyan mujh min?
:khob:
|
All times are GMT +5. The time now is 05:28 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.