![]() |
mir dard poetry collection
Na koi ilzaam, Na koi tanz, Na koi ruswai Mir,
din bohat hogaye yaron ne koi inayat nahi ki……. … |
Re: mir dard poetry collection
agar yon hi ye dil satata rahega
to ik din mera ji hi jata rahega main jata hun dil ko tere pas chore meri yad tujhko dilata rahega gali se teri dil ko le to chala hun main pahunchunga jab tak ye ata rahega qafas main koi tum se ai ham-safiron khabar kal ki hamko sunata rahega khafa ho k ai ?Dard? mar to chala tu kahan tak gam apna chupata rahega |
Re: mir dard poetry collection
Agar Yon Hi Ye Dil Satata Rahega
To Ik Din Mera Ji Hi Jata Rahega.. |
Re: mir dard poetry collection
Duniya Mein Kaun Kaun Na Yak Baar Ho Gaya
Par Munh Phir Is Tarf Na Kiya Us Ne Jo Gaya.. |
Re: mir dard poetry collection
Tujhi Ko Jo Yan Jalwa Farma Na Dekha
Barabar Hai Duniya Ko Dekha Na Dekha. |
Re: mir dard poetry collection
Tum Aj Hanste Ho Hans Lo Mujh Par Ye Aamaish Na Bar Bar Hogi
Main Janta Hun Mujhe Khabar Hai K Kal Faza Khushgawar Hogi Rahe Muhabbat Main Zindagi Bhar Rahegi Ye Kashamakash Barabar Na Tumko Qurbat Main Jit Hogi Na Mujhko Furqat Main Har Hogi Hazar Ulfat Sataye Lekin Mere Iradon Se Hai Ye Mumkin Agar Sharafat Ko Tumne Chera To Zindagi Tum Pe War Hogi |
Re: mir dard poetry collection
Agar Yon Hi Ye Dil Satata Rahega
|
Re: mir dard poetry collection
Sakht kaafir tha, jis ne pehle “Mir”,
Mazhab-e-ishq ikhteyaar kiya.. … |
Re: mir dard poetry collection
Sharminda hon ge, jaaney bhi do imtihaan ko,
Rakhe ga tum ko kon aziz, apni jaan se.. … |
Re: mir dard poetry collection
Laga na dil ko kya sunaa nahin tu ne,
Jo kuch ke Meer ka is aashqui ne haal kiya.. … |
All times are GMT +5. The time now is 12:15 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.