![]() |
Khamoshi Khud Apani Sada Ho Aisa Bhi Ho Sakta Hai
Khamoshi Khud apani sada ho aisa bhi ho sakta hai Sannata hi gunj raha ho aisa bhi ho sakta hai Mera mazi mujh se bichar kar kya jane kis hal mai hai Meri tarah wo bhi tanha ho aisa bhi ho sakta hai Sahara sahara kab tak main dhoondoon ulfat ka ek alam Alam alam ik sahara ho aisa bhi ho sakta hai Ahl e tufan soch rahe hain sahil Duba jata hai Khud un ka dil Dub raha ho aisa bhi ho sakta hai |
wah ji wah
|
BEautiful
|
thnx all
|
All times are GMT +5. The time now is 05:22 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.