![]() |
na jaane kahaaN se aaii thii
Na jaane kahaaN se aaii thii kidher gaii wo laDki ab bhi zindah he ya mer gaii ruswaa huwe thay ham sir e mehfil jis ke liye wo ju tehzeeb e muhabbat se yaksar mukar gaii acha huwa ju bhool gaiii is shehr kaa rasta shayed kisi ki muhabbat maiN khud hi sanwer gaii koy-e-daar se aaiii thii soye daar ko gaii shayed ke ban sanwer ke apne ghar gaiii ek kaanch ki guryaa se mujhe muhabbat thii waheed ek din be khyali maiN hath se chootii tootii bikher gaii |
Re: na jaane kahaaN se aaii thii
Buhat umda
|
Re: na jaane kahaaN se aaii thii
Nice..
|
Re: na jaane kahaaN se aaii thii
thank yuoi
Rania jii aakash ji |
All times are GMT +5. The time now is 03:07 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.