![]() |
Be hisi thii ya dil lagi
Be hisi thii yaa dill lagi Mujhe yad kuch bhi nahii ek tere chehre ke siwaa meri feryaad kuch bhi nahi aawaargi thi ya be khudi dill-e-berbaad kuch bhi nahii |
Re: Be hisi thii ya dil lagi
Wo jise apnaa maseehaa samjhtaa rahaa wo subah shaam usay destaa rahaa Kuch tu uskii umer bhi kam lagtii thii Kuch waqat bhi us pe mertaa rahaa Sarii MuhabtaiN rakh ke ek taraf wo baharouN maiN machalta raha wo faseel e gul maiN khaar khar milta raha phir maiN usay bhool ker kuch dair zindah raha wo door kaheeN shermaataa rahaa maiN door zair-e-lab muskarataa rahaa |
Re: Be hisi thii ya dil lagi
Behtar he ab bersaat na ho jis baat ka der he wo baat na ho Hosla tujh se kia Khuda se milta he Bandah Khuda ho jaye aisi koi zaat na ho Dozakh be shak jala ke bhasm ker de sharab teriii ho tu manoo.aat na ho Taghaaful se nahi hosh se kaam le tere dil maiN aisi khrafaat naho Waheed wafa talash na ker be wafa ke liye Jo dil se guzar jaye phir us se mulaqat na ho |
Re: Be hisi thii ya dil lagi
Good collection
|
Re: Be hisi thii ya dil lagi
"Hosla tujh se kia Khuda se milta he
Bandah Khuda ho jaye aisi koi zaat na ho" Boht khoob! |
Re: Be hisi thii ya dil lagi
Very nice
|
Re: Be hisi thii ya dil lagi
Ayaz jii dhai ji jigar jii thaks a lot
|
All times are GMT +5. The time now is 10:20 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.