![]() |
Own Waheed
suno! Mujhe tum se kuch kehnaa thaa tum bhi iss zameeN ki baasii ho kabhi khoush lagti ho kabhii udaasii ho ye sab kahaniiyaaN he ke koi kisi ke men ka meet ho jaaye kisi ko kisi se pareet ho jaaye ye sab dikhawa he Muhabbat kuch bhi nahi ma siwaaye is ke kay ek thaka dene wala safr haaN ye bhi sach he magar ke muhabbat ka raaq sab se zyadah maiN hi alaptaa houN gaa ye andaz e fiker na jane hamaiN le jaaye gaa kidhar asal muhabbat tu heewanat maiN hoti he zara dekho ye aik dosre se kese lipt ke rehte haiN aur insano maiN he perdah dari ye bhi theek he ke perdah uthna nahii chahye chalo phir pardhay hi maiN rehne do mitti paao. dt. 24th may 2013 |
Re: Own Waheed
Zaberdast
|
Re: Own Waheed
ye kis type ka literature hai?
|
Re: Own Waheed
thanks a lot Ayaz ji arsheen jii...
Arsheen jii really I dont know ye kis type ka he. thanks for the visit |
All times are GMT +5. The time now is 06:03 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.