![]() |
wo nigah e shoq Nazm
wo nigah-e-shoq wo lutf-o-karm wo fikr-o-nishat-e-la-makaaN wo jabeen-e-naaz kii shokhyaaN wo damn-e-gull ke zair-o-bam ab ye ju der paish haiN furqat-e-shab ke derd-o-alm raat gaye dair tak terii sochouN maiN pade rahe be charaah raah gum sum gum sum ke tuu aaye gaa lot ker raat gaye dair tak shamm-e-umeed jalti rahii kabhii lo taiz ter kabhii madham madham kabhi dill ka tadpnaa kabhi aankh nam es khilone ko khona nahii chahta thaa maiN magar kho diyaa maiN rona nahii chahta thaa mager ro diyaa dt. may 2012 |
Re: wo nigah e shoq Nazm
Nyc...............................
|
Re: wo nigah e shoq Nazm
thanks this atitude
|
Re: wo nigah e shoq Nazm
Very nice
|
All times are GMT +5. The time now is 01:35 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.