![]() |
irshadat risalat maaab hazrat muhammaed saw
kisi ko achi baat batana khamoosh rehnay say behtar hai aur bori baat batanay say khamoosh rehna behter hai
boray dost say bacho kyu k woh tumhara taroof ban jaat hai khnay mai aab na nikalo agar pasand na ho to na khao jo aab pooshi karay ga allah taalllah kiya mat k din os ki parda [pooshi karay ga jo admi apni rozi mai wasat aur darazi umer ka khowaish mand hai woh aponay rishtay daro say acha salook karay shirk k baad sab say bara gunnah waldaan ki na farmani hai jis nay waldaan k sath acha salook kia osay khushkhabri ho k allah tallah os ki umer barha dayta hai teen dua woh hai jin ki kabooliyat mai koi shuba nahi mazloom ki dua musafir ki dua waldaan ki dua |
nice..
jazakallah |
Jazakallah
|
sobhanallha
|
Re: irshadat risalat maaab hazrat muhammaed saw
Jazak Allah
ThnX 4 Sharing |
All times are GMT +5. The time now is 05:43 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.