![]() |
tazah kalam Bawajood
Bawajood is ke kay zindah haiN abhii Muhabbat tujh se shermindah haiN abhii talkhiiy-e-haqiqat samne he le kin Khuwaab bhii derikhshindah haiN abhii paaouN shall kirchiiyaaN rezah rezah Raqs ke taiwer paa.endah haiN abhi ab koi rasm koi rishta koi soda bhi nahi ham phir bhi shahr maiN zindah haiN abhi _________________________________________ _________________________________________/ KyouN teri yad ne phir ghaira he mujhe kyouN tera nam shajar pe kunindah he abhi wo jise her MouD pe Muhabbat ho jati he Waheed naam ka YahaN ek Bandah he abhii ye bina chahe shru ho gaii ghazal let me think to complet it. |
All times are GMT +5. The time now is 06:24 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.