![]() |
Kuch bhool geya tha aaj main par
Kuch bhool geya tha aaj main par Kal Main tera kiya har wada jala dalon ga… Jo kuch poochin ge log dhowan dekh kar un ko teri Tasweer ki raakh dikha doun ga Koi teri kahi baat gar fir yaad aai tu apni Aankhon se kuch aanso our beha doun ga Par kal main tera kiya har wada jala doun ga Jo fir bi na Neend aai muje raaton ka Tu main apna har Khwab mita doun ga Par kal main tera kiya har wada jala doun ga Jo Fir bhi goonji teri awaaz mere dil ke sanaton main Tu teri har yaad un hi Andheron me dafna doun ga Par kal main tera kiya har wada jala doun ga Jo fir bi gar tu mil jaye kahin mujh main Tu kal main apna Wajood bi mita doun ga kal main tera kiya har wada jala doun ga |
Kya Baat Hai V.Nyc
|
nice
|
Thanks Both of You
|
nice...
|
thanks safa
|
All times are GMT +5. The time now is 11:36 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.