![]() |
**~**jo zamane ke sitam hain wo zamana jaane**~~**
Lutf wo Ishq mein paaye hain ke ji jaanta hai
ranj bhi itne uthaye hain ke ji jaanta hai jo zamane ke sitam hain wo zamana jaane tune dil itne dukhaye hain ke ji jaanta hai tum nahin jaante ab tak ye tumhare andaaz wo mere dil mein samaaye hain ke ji jaanta hai inhi qadmoN ne tumhare inhi qadmo ki qasam khaak mein itne milaye hain ke ji jaanta hai dosti mein teri dar parda hamaare dushman is qadar apne paraaye hain ke ji jaanta hai |
v nice......
|
thanks dear safa
|
nice one |
thanks...
|
Re: **~**jo zamane ke sitam hain wo zamana jaane**~~**
Nyxx Sharing
|
Re: **~**jo zamane ke sitam hain wo zamana jaane**~~**
thanks
|
Re: **~**jo zamane ke sitam hain wo zamana jaane**~~**
:bu:.....
|
All times are GMT +5. The time now is 12:23 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.