![]() |
Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
Pyaar ko bholna kehan mumkin ha? Zakhm nasoor na bane kahan mumkin ha? Sabar karne ko kehte ho kehan mumkin ha? Aah dil se na nikle ye kehan mumkin ha? Lamha-Lamha guzarta ha teri yaadon ke sehare Khwahisin Aaj pori houn ye kehan mumkin ha? Dil-e-bytaab ko sene se laga lo ah dost Jism se dil tu alag ho ye kehan mumkin ha? Chand-tare bi zameen par rooz utar Aate hain Husn ka rooz ho deedaar kehan mumkin ha? Aasman aaj muje NieNd nai Aati ha Pyaar ho husn ke Aagosh mein ye kehan mumkin ha? Ek ek din tu guzarta ha tasavor mein tere Yaad mein umra ka katna kehan mumkin ha? Maikada mehfil-e-jana our Ahdure se kya khouf Hosh mein reh ke ab jeena ye kehan mumkin ha |
very nice
|
Thanks
|
Re: Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
Nice....
|
Re: Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
Nice Thnx For Sharing
|
Re: Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
gr8....
|
Re: Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
Quote:
|
Re: Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
nice
thx for shairing |
Re: Pyaar ko bholna kehan mumkin ha?
very nice..................................:Brilliant: |
| All times are GMT +5. The time now is 05:10 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.