![]() |
Ajab kaam ye deewane subho sham karte hain
Rehte hain chup our khud se kalam karte hain Ajab kaam ye deewane subho sham karte hain Hansi hansi main dabba dete hain dard ki lehar Siskiyon ko kamal-e-zabt se gumnam karte hain Khud tu nai hain shamil kisi ke shumar main Apni muhabbat phir bi sab ke naam karte hain Wo jo tadap se jate hain ankahi baat par bi Un hi ko Khas our khud ko aam Karte hain Jin Ke Liye tha wo aya Bydaam luta k dunia Ab wo bi soch soch ke us ke daam karte hain Nai Ha soch main shamil Zaat koi na baat koi Ab umeed-e-tanhai ko apna anjaam karte hain Qisa tu ha ye purana Unwaan bi nai badla Ik naam badal ke khud ko badnam karte Hain |
zabardast poetry...
|
Thanks Zara
|
Re: Ajab kaam ye deewane subho sham karte hain
Nice....
|
Re: Ajab kaam ye deewane subho sham karte hain
very nice..................................:Brilliant: |
All times are GMT +5. The time now is 04:27 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.