![]() |
Mai kisey suna raha hoon yeh ghazal muhabbaton ki
Mai kisey suna raha hoon yeh ghazal muhabbaton ki Kahin aag sazishon ki kahin aanch nafraton ki Koi baagh jal raha hai yeh magar meri dua hai Mere phool tak na pahunchay yeh hawa tamazaton ki Mera kon sa hai mausam mere mausamon ke wali Yeh bahaar bedili ki yeh khizan muhabbaton ki Mai qadeem baam-o-dar mai unhen ja ke dhoondhta hoon Wo dayaar nikhaton ke wo fizaayen chaton ki Kahin chaand ya sitare huye humkalaam mujh se Kahin phool seedhiyon ke kahain jhaariyan chaaton ki Mere kaaghzon mai shayed kahin ab bhi so rahi ho Koi subha gulstan ki koi shaam parbaton ki |
nice
|
buhat umda
|
very nice
|
Quote:
thnx |
Quote:
thnx |
Quote:
thnx |
Re: Mai kisey suna raha hoon yeh ghazal muhabbaton ki
:bu:....
|
Re: Mai kisey suna raha hoon yeh ghazal muhabbaton ki
Thnxxxxxxx |
Re: Mai kisey suna raha hoon yeh ghazal muhabbaton ki
Very Nice
|
All times are GMT +5. The time now is 02:54 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.