![]() |
|ik shakz zindaghi sy kuch aisa nikal gya |
Ik shakhs zindagi se kuch youn nikal gia Jaisay ke mausam-e-bahara地 badal gia! Chehray ke uskay wasf ko kis shay se ro karain Kal chaudwee地 ke raat thi ye dil machal gia! Uski hia mein shab ke tareeki hai sama! Mausam guloo地 ka uski adaoo地 se pal gia! Lagta hai meray chehray per wo rang hain ayan Logon ko meray dil ka pata kaisay chal gia! Kal tak to baday kaam ka kehtay thay mujhay loug Mein ab bhi wahee shakhs zamana badal gia Phir aaj uski yadoo地 ki baarat aayay gi Ye sooch ker ke ghar se mein bahar nikal gia Uske hi wasf per ye ghazal ab khatam karain Deikha jo muskara ke to sagar badal gia! |
cool yara
|
ty beautiful
|
nice one
|
Quote:
|
v nyc
|
thanx |
Mast
|
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 08:34 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.