![]() |
Maa (Mother)
Zindagani Kai Safar Mai Gardishoon Ki Dhoop Mai Jab Koie Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa Pyar Khaitai Hain Kisai Aur Mamta Kya Cheez Hai Koie Un Bachoon Sai Poocheye Jin Ki Mar Jati Hai Maa Ghar Sai Jab Pardesh Ja Ta Hai Koie Noor-e-Nazar Haath Main Qur'an Lai Kar Dar Pai Aajati Hai Maa Dai Kai Bachay Ku Zamanat Main Raza-e-Pak Ki Peechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maa Kanpti Aawaz Sai Khaiti Hai Baita "Ulwida" Samnai Jab Tak Rahe Haatoon Ku Lehrati Hai Maa Jab Perayshani Mai Ghar Jatai Hain Hum Pardesh Main Aansuwoon Ku Poonch Nai Khawaboon Main Aajati Hai Maa Dair Ho Jati Hai Ghar Aanai Main Aksar Jab Hamain Rait Per Machle Ho Jaisay Aisay Ghabrati Hai Maa Martai Dam Tak Aasaka Bacha Na Ghar Pardesh Sai Apni Donoo Putliyaan Chokhat Pai Rakh Jati Hai Maa Baad Mar Janai Kai Phir Baite Ki Khidmat Kai Leye Bhaise Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aajati Hai Maa |
:zabardast:
|
Quote:
|
Re: Maa (Mother)
Nice...
|
Re: Maa (Mother)
nice
thx for shairing |
Re: Maa (Mother)
very nice..................................:Brilliant: |
All times are GMT +5. The time now is 11:31 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.