MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Hadees Shareef (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=15)
-   -   daari(beard) (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=1815)

Humaila 09-30-2008 01:43 AM

daari(beard)
 
Daari rakna achi baat hai, rakni chahie.. kyo key yhe sunnah hai.. mene kaafi larkey dekhe hai jo sirf shaukia taur par rakhtey hai.. Lekin yhe insaan par depand karta hai..
Hadith (bukhari,7:781) mein hai key
"Moonche cut karo aur daari jaisi hai waisi hi rakho".. Matlab key aap ko moonche rakney ki zaroorat nahi hai, lekin daari rakho.. Daari rakho bhi to aik tareeqe se..

Yhe science mein hai key jo daar hoti hai who aapkey skin ko protect karti hai,..
Lekin meri ray yhei hogi key, agar aap shaving kartey hoo, behtar hai na karo.. Daari aik muslim hone ki nishani hai..Lekin haar aik insaan khud faisla kar sakta hai.. Par yhe sunnah hai, aur aik rehmat hai...

Allah(sw) behtar janney wala hai..


Please aap aapney comment dey saktey hai:)

Tabish 09-30-2008 03:11 AM

Hamila nice sharing no dought daree rhakna sunat hai aur hukum-e-rabi bhi aesahi saray PAYGHMABROO ki dare nahi koi toh wajha hai na is k pichay joo ALLAH ko pasand hai toh hum ya kam ALLAH ki razaa k sath sath apne lia bhi kertay hian

Ek hasdes (P.B.U.H) ka mahfoom hai ALLAH kamee bayshi maaf kerya ya main ne apne amer sahab say suni thi jin dinoo main jamat main chal raha tha ,,

Unhooo ne kaha tha Jisne Daree katwanaa aesa hai jase APP (P.B.U.H) k cenay mubarak per talwar chalnaa toh ek muslim ya toh khabi bhi gawara nahi ker saktaaa

Aur ek baat main ne suni thi k ek Shaba Akram k cheray per dareee ka ek hi baal tha jisay dhek ker APP (P.B.U.H) akser muskarate thay SAHABI ko lagta tha k shayed APP (P.B.U.H) unka mazak ura rahen toh unhoo ne jaa ker woo baal katwaa dia phir namaz k baad APP (P.B.U.H) k samne aye toh APP (P.B.U.H) ne mun pher lia woo phir gaye APP (P.B.U.H) k same toh APP (P.B.U.H) phir mun pher lia SAHABI ne majraa dariyaft kiya toh APP (P.B.U.H) nay kaha k tumne woo baal kyun kata jis per SAHABI ne araz kia YA RASULA ALLAH mujay laga aap usko dhek ker mera mazaq uraty hain toh main ne katwa dia aur jis APP (P.B.U.H) shakt naraz hoay aur kaha k main toh tumhare cheray per ya dhek ker muskarta tha k tumhare us ek baal say farishtay kheltay thay

Toh muslim bahion hum APP (P.B.U.H) ki naraz kase bardasht ker sakte hain Qayamt roz humare is ghalati say ager APP (P.B.U.H) ne humse mun phir lia toh :( zaraa sochiaa


anyways nice sharing Hamaliaa

Humaila 09-30-2008 03:38 AM

JazakhALLAH brother.. Bohat hi acha comment dya aapney..
I'am very glad.. Key aapney share kya..
Aur daari jo hai bohat achi hoti hai.. Mardon key chehrey paar noor hota hai jub onki daari hoti hai...

Hussain 10-02-2008 01:29 AM

bht achi sharing :)

@ Tabish bro

apky comments achy lagy GOOD :)

FarazAli 09-28-2010 09:00 PM

Re: daari(beard)
 
JazakAllah..

rkrizwankhan 10-08-2010 03:34 AM

Re: daari(beard)
 
nice shear

PRINCE SHAAN 10-12-2010 04:51 PM

Re: daari(beard)
 
Jazakallah khair..........................

maliksaim 11-01-2010 03:17 PM

Re: daari(beard)
 
keep on sharing. i like it

ღƬαsнι☣Rασ™ 07-08-2012 05:29 PM

Re: daari(beard)
 


Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng


All times are GMT +5. The time now is 07:34 PM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.