![]() |
"~H.Z~" Collection...!!
ishq ka hai kaam porana chain ban k chain churana dey k qarar phir be qarar kar jana ishq ka hai kam porana dil aaye dil pe to wapis na ja paey khamosh rahey phir chupkey se koi bat kar jana ishaq ka hai kaam porana chain ban k chain churana |
Aziatoon k tamam nashter meri ragoon main utar kr wo bari muhabt se poochta he teri ankhoon ko kia hua.
|
Mujhe bechain karte hain tumhare sath guzre pal. Tumhare qurb ki yadain tumhare wasl ki batain. Tumhare sath wo bahon main bahain dal kar chalna. Tumhain hi yad kar k hijr ki raton main phr jalna. Bare hi dhyan se sunna tumhare 1 1 harf ko. Tumhare labo se brasti mehkti kalion ko chunna. Wo february ki sardion ki dhup ka anchl. Or us kay saye main bethe mera tere qarib ana. Boht bechen rehna tab mera tujh se milne ko 1 anjan se dr se mera khud hi sambhl jana. Tarap kar din guzrna or jal kar rat ka dhalna. Tmhari yd ki shamen jala kr khd b sng jalna. Wo tute dl k khali or bosida se sfhon par. Teri tswir bnana or us main rng na bhrna. Wo rfta rfta tera mjh main kch aise sama jana. K tujh say dur ho kar mera 1 pl b na reh pana. Phir 1 din tujh say milnay ko mera tadbirain karna. Or mil kar tujh say mera phr zara bebaak ho jana. Bare tapak se barhna mere dil ka teri janib. Or phr gheron kay dar say meray jazbon ka jhuk jana. Bitha kar samnay tujh ko phr hasrat se mera takna. Tumhare lakh kehnay par mera kuch b na keh pana. Wo bin bolay tera meri har 1 uljhan samajh jana. Woh goya maazi'e'jameel kay purnoor lamhay hain. Magar main aj un ko soch kar bechain rehta hunMujhe bechain karte hain tumhare sath guzre pal. Tumhare qurb ki yadain tumhare wasl ki batain. Tumhare sath wo bahon main bahain dal kar chalna. Tumhain hi yad kar k hijr ki raton main phr jalna. Bare hi dhyan se sunna tumhare 1 1 harf ko. Tumhare labo se brasti mehkti kalion ko chunna. Wo february ki sardion ki dhup ka anchl. Or us kay saye main bethe mera tere qarib ana. Boht bechen rehna tab mera tujh se milne ko 1 anjan se dr se mera khud hi sambhl jana. Tarap kar din guzrna or jal kar rat ka dhalna. Tmhari yd ki shamen jala kr khd b sng jalna. Wo tute dl k khali or bosida se sfhon par. Teri tswir bnana or us main rng na bhrna. Wo rfta rfta tera mjh main kch aise sama jana. K tujh say dur ho kar mera 1 pl b na reh pana. Phir 1 din tujh say milnay ko mera tadbirain karna. Or mil kar tujh say mera phr zara bebaak ho jana. Bare tapak se barhna mere dil ka teri janib. Or phr gheron kay dar say meray jazbon ka jhuk jana. Bitha kar samnay tujh ko phr hasrat se mera takna. Tumhare lakh kehnay par mera kuch b na keh pana. Wo bin bolay tera meri har 1 uljhan samajh jana. Woh goya maazi'e'jameel kay purnoor lamhay hain. Magar main aj un ko soch kar bechain rehta hun |
dil ne tumhen chaha bhi buhat hai humne tumhen manga bhi buhat hai chahe to poochlo apne dil se humne tumhen pukarachahe to poochlo apne dil se humne tumhen pukara bhi buhat hai andheri si raat main awaaz si aai suno is raat ke baad ujala bhi buhat hai door hove to ehsaas ye hova ke bin tere dil udaas bhi buhat hai raha bhi nahi jata ek pal door tumse kiya karin humen tumse pyar bhi buhat hai |
shab-e-hijr subha-e-visal hai tera aks jab bhe jaga liya, teri yaad dil ka chrag hai sar-e-shaam hi say jala liya..... |
dil ne tumhen chaha bhi buhat hai humne tumhen manga bhi buhat hai chahe to poochlo apne dil se humne tumhen pukarachahe to poochlo apne dil se humne tumhen pukara bhi buhat hai andheri si raat main awaaz si aai suno is raat ke baad ujala bhi buhat hai door hove to ehsaas ye hova ke bin tere dil udaas bhi buhat hai raha bhi nahi jata ek pal door tumse kiya karin humen tumse pyar bhi buhat hai |
lakh sahi wo chand si surat zolfo k kham achay hain dil ka mosam acha ho to saray mosam achay hain |
shayad woh likh hi de teray haatho'n ki lakeero'n mein mera naam -- tu kaatib-e- taqdeer se zara israar to kar k deikh |
Only 4 my PRINCE Buhat magroor bantay ho,bohat eeqan hai khud par, Kabhi tau jaan jao gay muhabbat jeet jati hai, Kabhi tau haar jao gay,kaho gay yaad aati hai, Haan tum eeman lao gay MUHABBAT JEET JATI HAI..... |
her saans meri amanat hai teri yaadun ki tooot k is se ziada main tumhai or kesy chahun |
All times are GMT +5. The time now is 01:20 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.