![]() |
~**Ankhain bheeg jati hain**~
Samandar main utarta hoon to ankhain bheeg jati hain Teri ankhon ko parhta hoon to ankhain bheeg jati hain Tumhara naam lene ki ijazat chin gayee jab se Koi bhi lafz likhta hoon to ankhain bheeg jati hain Tumhari yadon ki khushbu khirkion main raqs karti hain In main sulagta hoon to ankhain bheeg jati hain Hans kar jheel leta hoon judai ki sabhi rasmain gele jab galay us ke lagat hoon to ankhain bheeg jati hain Jane is qadar ho gaya hassa main kab se Kisi se baat karta hoon to ankhain bheeg jati hain Woh sab guzray hoye lamhat mujhye yaad atye hain Tumharye khat ko parhta hoon to ankhain bheeg jati hain Main sara din buhut masroof rehta hoon magar joonhi Qadam chokat pe rakhta hoon to ankhain bheeg jati hain Tere koochay se ab mera talluq wajbi sa hai Mgar jab bhi guzarta hoon to ankhain bheeg jati hain Hazaron mosamon ki hukmrani hai mere dil par Main jab bhi hansta hoon to ankhain bheeg jati hain |
v nyc
|
thnx dur
|
Nyx
|
Bohot Umda!
|
Re: ~**Ankhain bheeg jati hain**~
T 4 S..
Nice |
Re: ~**Ankhain bheeg jati hain**~
:):):):)
|
All times are GMT +5. The time now is 04:42 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.