![]() |
Buht hi mudat k baad kal jab
Buht hi mudat k baad kal jab kitab-e-maazi ko meine khola buht se chehray nazr mei utray buht se namoon pe dil paseja aik aisa safha bhe usme aya likha huwa tha jo ansuoon se k jiska unwan "HUMSAFAR" tha jo safha sabse hi mautabar tha kch aur ansu phr us pe tapkay phr us se agay mei parh na paya kitab-e-mazi ko bandh kar k tumhare baton mei kho gaya mei agr tu milta to kaisa hota Inhi khayalon mei soo gaya mei. |
Nyx ...
|
thanx
|
nyc.
wO Bhi Shaayd rOu paRey Veraan Kaghaz Dekh Kar Aakhri Khat Mein Usey Main Ney Likha Kuch Bhi Nahien |
superb hafsa
|
v nice
|
Awsome
|
Quote:
and thanx |
Quote:
|
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 08:58 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.