![]() |
| Kissi Ranjish Ko Hawa Do K Main Zinda Hon Abhi |
Kisi ranjish ko hawa do k main zinda hon abhi Mujhe ko ehsas dila do k main zinda hon abhi Meray ruknay say meri saansen bhi ruk jayen gi Faslay aur barha do k main zinda hon abhi Zahar penay ki to aadat thi zamanat walon Ab koyi aur dawa do k main zinda hon abhi Chalti rahon main yon hi aankh lagi hay Fakhir Bheer logon ki hata do k main zinda hon abhi |
Meray ruknay say meri saansen bhi ruk jayen gi
Faslay aur barha do k main zinda hon abhi Zahar penay ki to aadat thi zamanat walon Ab koyi aur dawa do k main zinda hon abhi very nice.. |
v nice kg bhai
|
nice.........................:)
|
All times are GMT +5. The time now is 12:26 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.