MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Hadees Shareef (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=15)
-   -   Aapki NAMAZ.. (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=2179)

Humaila 10-11-2008 11:48 PM

Aapki NAMAZ..
 
Abu Musa(pbuh) ney farmaya:Muhammed(sww) ney farmaya:" jissne Al-Badan par ghaur kia(Namaz-e-fajr aur asar)Who jannah mein dakhil hoga"

(Al-Bukhari and Muslim)
Jundub bin Sufyan () farmaya: Muhammed(sww) ney farmaya : "Jo insaan namaz-e-fajr ada kare gha who Allah(sw) ki hifazaat mein rahe gha,"
(Muslim)


lekin hum yhe nahi keh saktey key, sirf namaz-e-asr zaroori hai, yha phir namaz-e-fajr.. Saari namaze IMPORTANT hai, Lekin kuch namaz aisi hoti hai jin par ziada insaan ghaur nahi karta, unless insaan ziada interest le. isilye hadith meiin zikr ho chuka hai namaz key barey mein, aur sirf kuch namaz key barey mein nahi balkey 5.key hum 5waqt ki namaz pareh.. panhoo ki panhoo namaz zaroori hoti hai ...
Humey kabhi bhi namaz nahi chorni chahie..
Jub insaan namaz parh raha hota hai to farishetey kehtey hai key "Ay ibn-e-adam aghar tujhe ilm hota key tou kisskey samney karha hai, ..tera dil kabhi na karta salam perney ko".,,



"Imaan walo,madad ki taalib karo,
sabr se aur namaz se.
Beshak! Allah (swt) sabr karne walo key sath hai"

(Surah Al-Baqarah 2:153-154)


Yhe maloom hota hai key Namaz zaroori hai, Aur Allah(swt) sabr karney walo key sath hai..

Baqi ALLAH(swt) behtaar janey wala hai,,

..

KOKO 10-12-2008 04:19 PM

MAshaAllah , nice information ....

umair8005 10-12-2008 05:20 PM


Humaila 10-12-2008 10:47 PM

Thanks4TCs... Umair and KOKO

Nida-H 12-08-2008 10:07 AM

JazakAllah..

HarD-RocK 12-09-2008 12:23 AM

:yeah: JAZAKALLAH

Humaila 12-09-2008 10:19 PM

thanks4TR.. HR and ruby.. :)

HarD-RocK 12-12-2008 12:26 AM

U r Welcome janab !!

Diwa 12-12-2008 02:30 PM

Quote:

Originally Posted by Humaila (Post 49077)
[size="5"]


Jub insaan namaz parh raha hota hai to farishetey kehtey hai key "Ay ibn-e-adam aghar tujhe ilm hota key tou kisskey samney karha hai, ..tera dil kabhi na karta salam perney ko".,,



"Imaan walo,madad ki taalib karo,
sabr se aur namaz se.
Beshak! Allah (swt) sabr karne walo key sath hai"

(Surah Al-Baqarah 2:153-154)


Yhe maloom hota hai key Namaz zaroori hai, Aur Allah(swt) sabr karney walo key sath hai..


..


MashAllah sister very nice sharing, bilkol thik kaha apne k jab insan namaz mein hota hai tu frishta pokarta hai k e-ibne Adam kash tumhen pata hota k tu kiss k aage kharda hai tu kabi namaz se naa hatta. Kash hum dil se naamz adaa karne k adi ho jaaen or Rub k pyaar ko samjen.

Humaila 12-12-2008 02:34 PM

Thanks4TR-- DIwani jeeee... :)


All times are GMT +5. The time now is 06:50 PM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.