![]() |
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa De Mujh Ko
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa De Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla De Mujh Ko Jis Tarah Faaltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne Ghar Ke Kisi Konay Se Lagga De Mujh Ko Yaad Kar Ke Mujhe Takleef Hi Hoti Hogii Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla De Mujh Ko Doobtay Doobtay Awaaz Teri Sunn Jaoon Akhiri Baar Tu Sahil Se Sada De Mujh Ko Main Tere Hijr Main Chup Chaap Na Marr Jaoon Kahin Main Hoon Saktay Main Kabhii Aa Ke Rulla De Mujh Ko Dekh Main Hogaya Badnaam Kitaboon Ki Tarah Merii Tasheer Na Kar Ab Tu Jalla De Mujh Ko Rhootna Tera Meri Jaan Liye Jata Hai Aisay Naraaz Na Ho Hans Ke Dekha De Mujh Ko Aur Kuch Bhi Nahi Manga Mere Malik Tujh Se Us Ki Galiyoon Main Parii Khaak Banaa De Mujh Ko Log Kehtay Hain Ke Yeh Ishq Niggal Jata Hai Main Bhi Is Ishq Main Aya Hoon,Dua De Mujhe Ko Yahi Oqaat Hai Meri Tere Jeevan Mein Ke Main Koi Kamzoor Sa Lamha Hoon, Bhulla De Mujh Ko |
Re: Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa De Mujh Ko
Nyx...
|
All times are GMT +5. The time now is 11:43 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.