![]() |
Kaan bhi khali hain mere Aur donon haath bhi
Kaan bhi khali hain mere Aur donon haath bhi
Waqt ruksat a gaya Dil phir bhi ghabraya naheen Us ko hum kiya khoyen ge Jis ko kabhi paya naheen Zindagi jitni bhi hay Ab mustakal sahra main hay Aur is sahra main Tera duur tak saya naheen Meri kismat main faqat Dard teh sagar hi hay Awal shab jaam Meri simat woh laya naheen Teri aankhon ka bhi Kuch halka gulabi rang tha Zahin ne mere bhi Ab k dil ko samjhaya naheen Kaan bhi khali hain mere Aur donon haath bhi Ab k fas_e_gul ne Muj ko phool pehnaya naheen Parveen shakir __________________ |
nice
|
NIce
|
Nice
|
Re: Kaan bhi khali hain mere Aur donon haath bhi
Nice..
|
All times are GMT +5. The time now is 09:11 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.