![]() |
teri yaad ne ....
Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai
Teray pyar main sab ko bhula rakha hai Kuch acha nahin lagta teri judai Kay baad Ek teri yaad ko sinay say laga rakha hai Tera milna to abb aik khawab hi lagta hai Najanay abb kyoon dil ko bhula rakha hai Sab kuch lut gaya hamara teray pyar main Teri yaad ko palkoon main chupa rakha hai Muqadar say miltay hain bichar Kay warna Ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai Najanay koi nahin basta teray Siva ankh main Aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai |
nice huma..
Hoii hai shaam tou ankhon mian bas gyaa phir tu kahan gya hai meray shehar kay musaafir tu wo rat ka bay nawa musafir , wo tera shair , wo tera nasir tre gali tak tu hum ney dekha tha, pher na jany kidher gaya wo |
fanx u
|
very Nice
|
Kuch acha nahin lagta teri judai Kay baad Ek teri yaad ko sinay say laga rakha hai Nyxxx one Humaa JEee |
bht khoob
|
Aaj bichray hoye logoon ko sada dey aye dil
Teri aawaz per shayad koi murh kar dekhay |
v nice
|
All times are GMT +5. The time now is 01:47 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.