![]() |
mujko yaqeen hai
Mujhe kamil yaqeen hai tum meri ban jaao gi ek din
tumhare dil mai utroon ga mohabbat ki sada ban kar Mere josh-e-janoon par sari khalqat mujhko takti hai zara tum bhi nazar dalo na bethoo yun Khuda ban kar Tumhain yeh raaz batla doon k aksar chand ratoun main teri aangan mai aata hun sitaroun ki zeeya ban kar Jigar ka khoon laya hoon tere singhaar ki khatir hatheli par racha leyna ye mehkey ga Hina ban kar |
Re: mujko yaqeen hai
Nyx....
|
Re: mujko yaqeen hai
Nice !!
|
Re: mujko yaqeen hai
v niceeee
|
Re: mujko yaqeen hai
nyc.....
|
Re: mujko yaqeen hai
very nice
|
Re: mujko yaqeen hai
niceeeeeeeeeeeee :bu:
|
Re: mujko yaqeen hai
nice shairing
|
Re: mujko yaqeen hai
Shukriya..........
|
Re: mujko yaqeen hai
v.nyce
|
All times are GMT +5. The time now is 04:17 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.