![]() |
Main baarish ki barasti boond nahee
Main baarish ki barasti boond nahee Jo baras ker tham jaati hay , Main khawab nahee Jisey dekha aur bhula dya, Main shama nahee Jisey phoonka aur bujha dya, Main hawa ka jhoonka nahee Jo aaya aur guzar gaya, Main chand bhi nahee Jo raat kay baad dhal jaye... Main to woh ahsaas hoon Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay.. Main to woh rang hoon Jo tairay dil pay charhay to kabhi na mitay.. Main woh geet hoon Jo tairay labon se juda na hoga.. Main to woh parwaana hoon Jo jalta rahayga magar fana na hoga.. Khawab,ibaarat,hawa ki tarah... Chand,boond,shama ki tarah.. Meray mitnay ka sawaal nahee Kyunkay.. may Mohabbat hon mujay Zawaal Nahee....!!!! |
Re: Main baarish ki barasti boond nahee
Best Poetry Sharing Award Goes to Lubly khuShbOo behna:0017:
very nice Sharing Behna just awesOmmmmmmme |
Re: Main baarish ki barasti boond nahee
ohhh thanks alot bro... kihush rahoo always
|
Re: Main baarish ki barasti boond nahee
Great ......!!
|
Re: Main baarish ki barasti boond nahee
thanks sis
|
Re: Main baarish ki barasti boond nahee
zabardast khush sis
|
Re: Main baarish ki barasti boond nahee
thanks sis
|
All times are GMT +5. The time now is 10:17 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.