![]() |
wafaa kii ummiid nahi e bewafaa tujh se
kaha us ne Mohabbat meiN aazmahish na kiya karo
kaha maine isse nibhane ki farmahish na kiya karo kaha us ne dubaraa mud kar tum na dekhna mujh ko kaha maine dekhe bin ab gawara nahi jeena mujh ko kaha us ne kitabon ke panne palat kar sochana kyuN? kaha maine sochti hu bin mere tum itne tanhaa KyuN? kaha us ne judai kaa pal bhi kitna duswaar hota hai kaha maine Jivan ye fir bhi kisi par nisaar hota hai kaha us ne haatoN meiN mehandi sajaa kar milnaa kaha maine sar-e-aam chahat apni jataa kar milnaa kaha us ne wafaa kii ummiid nahi e bewafaa tujh se kaha maine bewafaa sahii nibhaaungi wafaa tujh se kaha us ne kab is begane ko kisika sahara milega kaha maine tham le haath ye tujh ko kinaara milega |
Re: wafaa kii ummiid nahi e bewafaa tujh se
beautiful keep sharing
|
Re: wafaa kii ummiid nahi e bewafaa tujh se
Nice .......!!
|
Re: wafaa kii ummiid nahi e bewafaa tujh se
V.Nyc...
|
All times are GMT +5. The time now is 05:37 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.