![]() |
ab yaad tumhain main karti hoon
Yoon be_kal be-kal lamhoon main Jab bojhal bojhal qadmoon sey Sahil ki taraf main jati hoon Tumhain saath main aksarSahil ki taraf main jati hoon Tumhain saath main aksar paati hoon Jab aati jati mojoon sey be-rabt si baatain karti hoon Tab yaad tumhain main karti hoon Kabhi aadhi raat ko uth kar jab Be-wajha tehla karti hoon Ya apney kamrey ki khirki sey Chand ko dekha karti hoon Aur uss ki thandi roshni ko Ang ang main samoya karti hoon Tab yaad tumhain main karti hoon |
Re: ab yaad tumhain main karti hoon
Nyx...
|
Re: ab yaad tumhain main karti hoon
v nice fajaan uncle
|
Re: ab yaad tumhain main karti hoon
nice !!
|
Re: ab yaad tumhain main karti hoon
Quote:
|
Re: ab yaad tumhain main karti hoon
Quote:
|
Re: ab yaad tumhain main karti hoon
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 12:58 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.