![]() |
!!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna, Main pehle hee akela hun, Mujhay tanha nahi kerna, Meri in jheel aankhoon ko, Kabhi sehra nahi kerna, Judai bhi jau aajaye, Tau dil choota nahi kerna, Bohat musroof ho jana, Mujhay socha nahi kerna, Bharosa bhi zaroori hai, Magar sub ka nahi kerna, Muqaddar phir muqaddar hai, Koi daawa nahi kerna, Meri takmeel tum se hai, Mujhay aadha nahi kerna, Jau likha hai wohi hoga, Kabhi shikwa nahi kerna.....!!! |
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
beautiful....
|
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
Nice !
|
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
beautiful....
|
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
Thanks all of you ......... !! |
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
v nice
|
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
very nice
|
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
Thanks both of you...!! |
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
vvvvv nice munda ji
n welcome back :p |
Re: !!~~ Wafa Ruswa nahi kerna ~~!!
Thanks Uroooj jiii |
All times are GMT +5. The time now is 09:37 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.