![]() |
Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai
Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai Kidhar Se Hoke Baharoon Ke Karwan Guzray Diyar-e-YaarSara Safar Anokha Tha Kadam Kadam Pe Naya Deyke Imtihan Guzray Saba Bhi Aai Tu Phooloon Ke Mooh Jholas K Gai Yahan Se Aber Bhi Barsa K Bijliyaan Guzray Jo Chup Rahein Tu Malamat Karay Zamir Humein Khari Khari Jo Kahein ’ Aap Ko Giraan Guzray Guzarnay Ko Tu Musibat K Din Guzar Hi Gaye Baray Hi Gehray Mager Chor Kar Nishaan Guzray Sahi Gayin Na Tagaful Ki Chand Nazrein Bhi Hain Sharamsar K Is Dil Main Kia Gumaan Guzray Kabhi Tu War Raqeeboon K Day Gaye Hain Maza Kabhi Tu Piyaar Azizoon K Bhi Giraan Guzray Aye Dil Sambhal K Kisi Ko Hisab Dayna Hai Ke Zindagani Ke Lamhay Kahan Kahan Guzray |
Re: Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai
Sahi Gayin Na Tagaful Ki Chand Nazrein Bhi
Hain Sharamsar K Is Dil Main Kia Gumaan Guzray Kabhi Tu War Raqeeboon K Day Gaye Hain Maza Kabhi Tu Piyaar Azizoon K Bhi Giraan Guzray not baddddddddddddddddddddddddddd nishhhhhhhhh |
Re: Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai
nyc,
log muj se mil kar bechar jatey hain is lye main logon se dor bht dor rehte hon |
Re: Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai
Quote:
|
Re: Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai
Quote:
kuch log liya kartay hai toopo ki salami per dil mai apni banaya nahi kartay kuch log raha kartay hai ankho say bohat door per dil say log onhay bhoolaya nahi kartay |
Re: Chaman Ka Haal Tu Yeh Hai K Khaak Urti Hai
v.nyec
|
| All times are GMT +5. The time now is 08:43 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.