![]() |
Kalam-e-SAHIR
Sochta hoon keh usay neend bhi aati hogi Ya meri terha faqat ashq bahati hogi Wo meri shakal mera naam bhulanay wali Apni tasweer se kya aankh milati hogi Is zameen per bhi hai sailaab mere ashkoon se Mere matam ki sada arsh hilati hogi Sham hotay hee wo chokhat pe jala ker charag Apni palkon pe kayi khaab sulati hogi Us ne silwa bhi liye hongay siyah libaas Ab ram janne ki terha dewali manati hogi Hoti hogi mere bosay ki talab mey pagal Jab bhi zulfon mey koi phool sajati hogi Mere tareek zamanon se nikalnay wali Roshni tujh ko meri yaad dilate hogi Dil ki masoom ragein khud hee sulagti honngi Jonhi tasweer ka kona wo jalati hogi Roop de ker mujhe us mey kisi shahzaday ka SAHIR!! Apnay buchon ko kahani wo sunati hogi |
Re: Kalam-e-SAHIR
v.nyce
|
Re: Kalam-e-SAHIR
thx wicked sonya
|
Re: Kalam-e-SAHIR
v niceee
|
Re: Kalam-e-SAHIR
thx khushboo
|
Re: Kalam-e-SAHIR
v.nyc....
|
Re: Kalam-e-SAHIR
Nice BroOo
|
Re: Kalam-e-SAHIR
v nice
|
Re: Kalam-e-SAHIR
Quote:
|
Re: Kalam-e-SAHIR
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 06:57 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.