![]() |
<<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
kyun zindagi ne tumse milaya humein
kyun phir yun juda hue hum ? kyun tumko dil itna chahta hai ? kyun phir tumse milne ko tarpey hai man kyun har insaan main tumhein talashtii hoon kyun har waqt tumhein yeh aankhein dekhna chahti hain kyun har awaaz par main chaunk uthti hoon kyun har khusboo main tumhein khojti hoon kyun zindagi se sab maang nahi sakte ? tumko kabi apna keh nahi sakte ? kya is ke baad be jeena asaan hoga ? kya ab hum mar be nahi sakte ? kyun dil ki yeh majboori hai ? kyun kahani meri itni adhuri hai ? kyun sapne ase dekhe maine ? KYUN ZINDAGI MAIN YEH AANSOO HAMARE HAIN |
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
beautiful....
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
thnxx...
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
Nyx......
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
bahut umda
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
thnxxx
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
Nice ...
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
nice shairing
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
Shukriya..........
|
Re: <<Kyun Zindagi Main Yeh Aansoo Hamare Hain>>
welcommmm
|
All times are GMT +5. The time now is 05:27 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.