![]() |
Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai mera dil saqt sahi lekin ye patthar nahi hai wo aur honge jinhe haasil ho gaya sab kuch har cheez mile mujh ko mera muqaddar nahi hai is dil ke dasht me wo sheher to mil gaya mujhe teri ulfat me banaya tha jo wo ghar nahi hai teri qismat me to likhi hai sadaa ki teergi aye dost naseeb me tere andhera hai roshan saher nahi hai log aakhir kyun karte hain mout ki tamanna zindagi to hai amrit ka pyala jaam e zaher nahi hai |
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
V.nyce..............
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
Wah mind blowing
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
thanks alll
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
Nice...
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
thanks
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
nice
thx for shairing |
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
thanks
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
Very Niceeeeeeee
|
Re: Kharaabi mujh me hai par is qadar nahi hai
very nice............................:bu:
|
All times are GMT +5. The time now is 06:49 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.