![]() |
Howa Charagh Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs Tamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab Meray Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs Mein Kis Hawa Main Urroon Kis Faza Main Lehra’on Dukhon K Jaal Har Soo Bicha Gaya Aik Shakhs Palat Sakon Na Hi Aagay Barrh Sakon Jis Par Mujhay Yeh Konsay Raastay Par Laga Gaya Aik Shakhs Muhabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamaal Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs Woh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya Tha Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya Aur Is Mein Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs |
Re: Howa Charagh Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs
v.nyce
|
Re: Howa Charagh Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs
Nice !!
|
Re: Howa Charagh Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs
very good sharing jee...
|
Re: Howa Charagh Tu Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs
thanks alll
|
All times are GMT +5. The time now is 07:57 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.