![]() |
Usey Batana Gham-e-Zamana
Usey Batana Gham-e-Zamana Faraib Dega KhayaL Rakhna . Wafa K Raste Se Lot Jana Faraib Dega KhayaL Rakhna . Sakoon Dein Gi WisaaL Raatein Chain Dein Ge Udaas Lamhe . Magr Ye Pal Bhar Ka Muskarana Faraib Dega KhayaL Rakhna . Tu Khwab Kis ka Main Khwab Kis ka Na Payar Mujh ko Na Payar Tum ko . Ye Ik Doujay K Paas Aana Faraib Dega KhayaL Rakhna . Jo Qeher Toota hai DiL Pe Mere Wo Qeher Toote na Ab Kisi Pe . Ye DiL Jalana Ye Ghar Lutana Faraib Dega Khayal Rakhna...! . Sakoon Dein Gi Wisaal Raatein chain Dein Ge Udaas Lamhe Ye Pal Bhar Ka Muskurana Faraib Dega Khayal Rakhna |
Re: Usey Batana Gham-e-Zamana
v niceeee
|
Re: Usey Batana Gham-e-Zamana
thanksss
|
Re: Usey Batana Gham-e-Zamana
nyc.,,
|
Re: Usey Batana Gham-e-Zamana
thanksss
|
All times are GMT +5. The time now is 06:32 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.