![]() |
Zara sa qatra kaheen aj agar ubharta hai
Zara sa qatra kaheen aj agar ubharta hai
Samandron hi k lahje may bat karta hai Khuli chaton k diye kab ke bujh gye hote Koi to hai jo hawaon k par kutarta hai Sharafton ki yahan koi ahmiyat hi nahi Kisi ka kuch na bigaro to kon darta hai Zameen ki kaisi waqalat ho phir nahi chalti Jab asman se koi faisla utarta hai Tum aa gye ho to phir kuch chandni si batain hon Zameen pe chand kahan roz roz utarta hai |
Re: Zara sa qatra kaheen aj agar ubharta hai
Nice ...
|
Re: Zara sa qatra kaheen aj agar ubharta hai
Nice...
|
Re: Zara sa qatra kaheen aj agar ubharta hai
Nice...
|
Re: Zara sa qatra kaheen aj agar ubharta hai
nice......
|
| All times are GMT +5. The time now is 03:50 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.