![]() |
((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
MEEM@harf-e-Mu'qat'ta ================================ MEEM @ Meri Majal kya @ Main bayyan kerun @ Meem ki sakht o Moulood ko @ Meem hae markaz her chai ka @ Meem daerah KURSI SAMMWAT O ARD ka @ Meem ka Mufhoom Muhabbat @ Meem ka Matlab Maghfirat @ Mehroom reh gaya jis ne @ Meem ko jana nahi @ Meem ko Mana nahi @ Meem...Muhammad (s.a.w) @ Meem...Mustafa (s.a.w) @ Meem...Mujtaba (s.a.w) @ Meem...Murtaza (s.a.w) @ Meem...Macca @ Meem...Madina @ Meem...Masjid @ Meem...Maktab @ Mere RABB @ Mehrban ne @ Meem......Maa @ Mujhe kehna sikhaya @ Mujhe perhna sikhaya IQRA Mutakabbir mujhy majaz kerday@ Meri raza ho herdam @ Maa ke qadmun ke der ki chabi ho hath meray @ Muqaddar ho mera jannat ki mehfil @ Mulaqat ho Muhsineen say @ Moutabar hi nahi woh @ Mutalashi na ho jo Mehrban RABB ki raza ka @ Main ne ungliun ki sakht main @ MUSAV ' VER-O-KHALIQ ko he khoja @ Main ne hathun ki lakirun main 99 asma-e-husna hain pae @ * (81+18=99) Mamoor hain sab @ Meem ki gardan main @ Meem ki humd o sana main @ Masroof hain @ Mashghool hain @ Makhlooq arz o sama ki @ Meem gar MUHAMMAD (s.a.w) say juda hojai @* Mere RAB ki 'Humd' hojay @ Meem gar dono nikalo @ Mere Rab tak rasai 'Hud' e Muhmmad @ Muqaam "salaMun salaMun" hojai @ Meem Masbat (+) ho kay Munfi (-) @ Meem kamil @ Meem Mukammal @ Meem Muqam-e-Muntaha @ Meem Marium saiyadah pak daman @ Meem Masoumeen e Qarbala @ Meem Murshid @ Meem Murid @ Meem Maajzoob @ Meem Mehboob @ Meem huM main @ Meem tuM main @ Meem say Mu'zai'yun kaiynat @ Meem main Muqeem Makhlooqat @ Meem hayyat,Mout o bad-az-Mout @ Meem Mazi @ Meem Mustaqbil @ Meem Masjid main sajdah reez dekha @ Meem sar hae Makhlooq-e-Khuda ka @ Meem jata hae sajdah main sab say pehlay @ Meem Meraj-e-Momin @ Meem ki karamat dekhna ho tou dekho @ Moujzah ye khuli ankhun say dekho @ Mehboob sar ko jhokata hae jab @ Meem sajdah rez hojata he tab @ Mukhtasar ho kay simat kay jism bhi @ Muhammad (s.a.w) ka nam bunjata he @ * Malik-e-Mulk , Malaika-o-Muomimeen ka daroud @ Muhammad (s.a.w) o Aal pay @ *hathun ko dua mangnay ki shkl main milain tou arabi ki ginti ^I+I^=99 banta he aur 9+9=18,aur 8+1=9 banta he SUBHAN YA MUSAVVIR YA GHALIQ E MAKHLOOQ *Muhammad (s.a.w) kay nam say pehla meem nikalain tou humd dosra meem nikalain tou hud ka lafz banta hae....ess hud k bad la-muntaha ka safr hae *namazi kay sajdah kay posture profile ,sar ,peth ,tangun k mornay say lakay paun k punjun k murnay tak ki shkl hooruf e tahaji =MEEM+Hay+MEEM+DAL |
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
zabardast
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
thnx sis....
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
Awesome
Nice sharing sis :) |
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
JazakALLAH
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
v nice
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
thnxxxx
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
JazakAllah thanks for sharing
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
thnx...
|
Re: ((MeeM@Harf-e-Mu'qat't)) Must Read
thanks for sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 08:16 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.