![]() |
Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha
Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha Jahaan na ho dard, essa diyaar mangta tha. Jo mangta tha! woh dena meri bisaat na thi, woh meri ruh ka mujh se qaraar mangta tha. Ussay gharaz thi guloon se, na kaliyoon se zara woh fasal-e-ranj mein fasal-e-bahar mangta tha. Ussay talab thi, koi toot ker ussay chahe woh haath jorr ke, ulfat hazaar mangta tha. Ussay aziz tha duniyaa ka har buland maqaam woh shakhs apne liye uojh-e-daar mangta tha. Mere khaloos per shak tha ussay shayad, wafa ki rah mein woh eitbaar mangta tha! |
Re: Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha
Jo mangta tha! woh dena meri bisaat na thi,
woh meri ruh ka mujh se qaraar mangta tha. buhat hi khubsurat luffazi he janab . buhat khoob |
Re: Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha
thanks
|
Re: Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha
Nice !
|
Re: Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha
Very Nice.. |
Re: Ajeeb shakhs tha! har eik se piyaar mangta tha
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 08:15 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.